Vampyr game review in Hindi 2018 ( हिंदी)

Vampyr game review  2018, vampyr Game release date hai 5 June 2018. Ye game vampire games me sabse badhia game mana ja raha hain. jise ek achchi story line aur graphics ke sath pesh kia gaya hain. iske pahle Vampire The Masquerade – Bloodlines ye sabse best vampire game tha jo ke 2004 me released kia gaya tha.

 
vampyr game 2018, vampyr game review in hindi, vampire game 2018, latest vampire game,
(vampyr)



Story of Vampy game in Hindi –


Story britain1918 ke World War 1 ke badki hain. Jisme me character ka nam Jonathan Reid hain jo ke doctor surgeon ke role me bataye gaye hain. To jonathan Reid kisi ek insan ka operation kar rahe hote hain jise Spanish flue hua hota hain. To vo patient doctor ko kaat (bite) leta hain jisse doctor ek vampyr me tapdil ho jata hain. To game me ye mystory solve karni padti hain ke kaise doctor Reid ek Spanish flu virus se vampyr me tapdil ho jata hain. Game me kul 4 types of Vampyr bataye gaye hain jaise ki Ekons Vampyr, Skals Vampyr, Vulkod Vampyr aur Nemrods Vampyr.


Jaise ki ham 2018 me ji rahe hain jisme ham Intel core i7 (8th generation) processor tak pohoch chuke hain. To Jahir si bat hain ki sabhi naye games in processors aur GPU (graphics card) ke hisab se banaye jate hain. jisme hame badhiya graphics dekhne ko milte hain. Ye game me bhi realistic graphics and and good story line dekhne ko milti hain. is game ko abtakke samse badhia vampire games me se ek mana ja raha hain.


System requirement for Vampyr pc game (minimum)

OS - Windows 7/8/8.1/10 (64 bit)
CPU - Intel cote i3 (2nd generation)
RAM - 8 GB
GPU - 2 GB (GeForce GTX 660 / Radeon R7 370)
FREE DISK SPACE - 20 GB


System requirement for Vampyr pc game (minimum)

OS - Windows 7/8/8.1/10 (64 bit)
CPU - Intel cote i7 (3.2 GHz)
RAM - 16 GB
GPU - 4 GB (GeForce GTX 970 / Radeon R9 390)
FREE DISK SPACE - 20 GB


Vampyre game ke developers ke bare main -

Vampyr game ek action aur thriller base game hain. Ye game Dontrod Entertainment ne develop kia hain. jinhone Life is strange (2015), Remember me (2013) aur Life is strange 2 (2018) jaise badhia games banayi hain.aur game design kia hain Florent Guillaume ne jinka ye pahla debut game hain.

Comments

Popular posts from this blog

UPCOMING PUBG 0.11 UPDATE FEATURES - PUBG UPDATES

ग्रैनी गेम FOR ANDROID / GRANNY HORROR GAME

Player unknown battlegrounds review in Hindi 2019