(New Update) call of duty mobile download apk + obb


Finally, Call of duty (COD) mobile ke liye release kia gaya hai. Ye game pahle PC aur consoles ke liye available that par ab Tencent games ke sath mil ke call of duty mobile ye game develop kia gaya hai. Me batadu ke Tencent vahi company hai jisne pubg mobile aur pubg mobile lite game develop kia hai.

Game mobile ke liye develop ho chukka hai par vo abhi sirf Australia ke liye hi release kia hai. Aur vo bhi beta testing ke liye. Aap Google playstore par jake is game ko pre-regsiter kar sakte ho.

Me aapko batauga ke aap call of duty mobile download (apk + obb) kaise kar sakte ho. Even agar aap India me bhi na ho phir me kaise download kia jaye.

Pre-register call of duty mobile game (free) on PlayStore.


call of duty mobile download apk
(call of duty mobile download apk)

Call of duty mobile download apk + obb file –


  • Sabse pahle apne android phone ke setting me jaye.


  • Phir Security option par click karke Unknown sources on ON kar de.


  • Phir niche diye hua link par click kare.


  • File kuch 1.3 GB ki hai. File ko pura download kar le.


  • Phir apna Playstore khole aur usme Z archiver search kare aur use download kar le.


  • Z archiver me jake apne download ki hui file ko extract kare.


  • Extract hone ke baad aapko 2 files milegi. (apk + obb)


  • Apk file ko install mat karna.


  • Extract file ka name COD hoga use copy karke (Internal storage – Android – obb) yaha paste kar dena hai.


  • Ab call of duty apk ko install kar de.


  • Phir game install ho jayegi. Aur ab aap game ko bade aaram se khel sakte ho.


call of duty mobile download
(call of duty mobile download) 


Call of duty mobile game problems while installing –

1. Server offline for maintenance and upgrades –

Yaad rakhe ki ye game abhi beta phase yani beta testing me hai. Isiliye aapko is game me kuchh problems mil sakti hai. Agar aapko niche dikhaye hua image ke jaisa koi problem aa raha hoto. Me batadu ke iska matlab ye hai ki game developer abhi game ko aur jyada improve kar rahe hai aur kuchh bugs ko hata rahe hai. Ye notice aapko kuchh der hi milega aur kuchh der baad aapka game chal padega.

call of duty mobile server problem
(call of duty mobile server problem)

2. The device does not meet minimum requirements.

Ye notice bhi aapko aa sakta hai. ye issue abhi low-end phones par dekhne ko mila hai. ise hatane ke liye aapko appka net connection disable karna hoga. Phir aapko apne game par click karke game ko restart kar na hoga. Phir aapko ek naya notice milega ke update download failed please make sure you have stable connection. Ab aap aapna net connection on kar sakte hai aur game ko khel sakte hai.


call of duty mobile game problem


call of duty mobile game problem

Image credit - My play station

Call of duty release date in India for android –

Call of duty android ke liye release ke liye release kia gaya hai. Jo ke abhi beta testing ke liye hai. Aur abhi bhi sabhi logo ke liye bhi beta version available nahi hai. Playstore par abhi pre-register ke liye option diya gaya hai. 

Jab tak beta testing successful nahi hoti tab tak COD ke taraf se kuchh bhi game ke release data ke bare me kuchh bhi update nahi mil payege. Jab bhi game ke official developers ke taraf se koi bhi release ka update aata hai me aapko bata duga. Uske liye aap mere site par email subscription le sakte hai jo ke free hai. Ya aap is post ko dobara visit kar ke dekh sakte ho.

How to play Call of duty mobile outside of India –

Call of duty game India ke liye beta testing ke liye release kia gaya hai. Means agar aap India me ho tabhi ye game khel sakte hai.

Par agar aap India ke bahar ho tab bhi aap ye game Indian VPN connection se ye game khel sakte ho. Jiske liye aapko ek indian VPN server chahiye jo india se connect ho sake.
VPN se aap kisi bhi specific region se connect karke kisibhi  block side ko access kar sakte ho.

Top Indian server VPN apps for Android –

2. Nord VPN
3. CyberGhost VPN
4. Private VPN
5. Surfshark
6. IPVanish

Installation Guide -

Video credit - Adi 4 u


Gameplay -

                                        Video credit - Anime Re Creator

About Call of duty mobile game -

Ye game android ke liye officially kuchh dino baad launch hoga. abhi beta testing me hone ke bavjut game behad badhiya hain. hame pahlese pata hai ke is game ke graphics pc au console me kaise the. me batadu ke kuchh baato me ye game PUBG mobile ko bhi piche chod deta hai. Ye game me kuchh idias Fortnite game mese liye hua lagte hai. jaise battle me aap apne defence ke liye shield bana sakte hai. game ke graphics behad awsome hai.

Call of duty mobile features -

1. Game me aap fisal (slip) kar sakte ho.

2. Game khelte wakt aap FPP se TPP ya TPP se FPP me shift ho sakte ho.

3. Game ka time behad kam hai. (approx 18 minute)

4. Game me aap apne teammate ko specific task de sakte ho
    ex. Health kit carrier, etc.


 Note: Agar aapko game downloading me koi pareshani aa rahi hoto. muze comment box me bataye me uska solution aapko de duga. ya fir link se download me koi problem hoto jaroor bataye. 


More awesome games - Granny horror game, Pubg lite for PC

Comments

Popular posts from this blog

UPCOMING PUBG 0.11 UPDATE FEATURES - PUBG UPDATES

ग्रैनी गेम FOR ANDROID / GRANNY HORROR GAME

Player unknown battlegrounds review in Hindi 2019