Anthem game review, news, release date, story in Hindi 2019

Anthem game review - Anthem game ek action multiplayer game hai. Anthem release date hai 22 February 2019. Ye game X box one, play station 4 (ps4) aur Microsoft Windows (PC) ke liye release kia jayega. To dekhte hai Anthem game story aur Anthem game ki kuchh aisi bate jo aap ab tak nahi jante hoge.

Anthem game review, Anthem game news, Anthem game release date, Anthem game story
(Anthem game poster)

Anthem game story –

Anthem game fully action game ka tadka hai. Yah game ek special planet pr aadharit hai jo ke puri tarah ke kalpnik hai aisa Jonathan Warner jo ke is anthem game ke Director hai unhone kaha hai. Game ka planet jo ke kisi god ne banaya tha ab vo kisi vajah se vahase ja chuke hai. Aur game me jo bhi insan dikhtehe vo darsal earth me nahi he vo usi planet ke hai. Ye planet technology me bahot aage badh chukka hai. Jisne apni kud ki ek army tayyar ki hai jo me fully machines hai aur in army me kuchh aise bhi suit hai jo pahn ke uninsan ki power aur badh jati hai aur kuchh mechanical powers un ke controls me ho jati hai. Ye suit kuchh iron man movie ke hero yane Robert Downey, Jr. ke suit ke jaisa hi function karta hai bs kami Is baat ki hai ki is suit ne AI yani ki Artificial Intelligence nahi hai. To is planet ko bachane ke liye ab koi god (bhagwan) nahi hai to is suits ka kam ye hai ki agar unke planet pr koi bhi danger problem aati hai ausi situation me vo in suit ka use karke apne planet ko protect karte hai. Gam jaise jaise aage badhte jata hai vaise vaise game ke story me interest badhte jata hai. Aur game story aur bhi badhia hoti jati hai.

Anthem game info –

Anthem game release date hai 22 February 2019. Pr game ka demo kucch dino badhi dekhne ko milega jisme ham game ke bare me aur achchese jan payege. Anthem game Online game hai jo ke jisme samne koi other user opponent nahi milega balki ye game server se connected hone ke wajah se kucch player ko sathme battle karna padega. Samne jo koi bhi opponent hoga vo puri tarhase Comperter base hoga. Game khelte samay hame aur bhi players ki jaroorat pad sakti hai halaki ham is game me solo bhi khel sakte hai pr game ke developer Jonathan Warner ke mutabik ye gane easy mode me bhi bahot mushkil hone wala hai. Isiliye hame multiplayer game khelna chahiye. Ha agar game me team work ho na to game me aur bhi maza aata hai.agar aap gamer hoto aapko yah bat batane ki jaroorat nahi hogi kyuki aapko yah bat pahlese pata hogi.

Anthem game developer and more –
Anthem game developer hai BioWare. Agar aapko pata na hoto me batadu ke BioWare ek bahot badi game development company hai. Jisne Mass Effect - Andromeda aur Star wars - The old Republic jaise famous games aate hai.
Game me engine hai Frostbite 3 ka aur me batadu me ye engine behad badhia engine mana jata hai. Jisse hame games me smoother experience milta hai.
Anthem video game publish kia hai Electronic Arts ne jisne iske pahle battlefield 1 FIFA 18 aur battlefield 4 game publish ki hai.
Anthem game direct kar rahe he Jonathan Warner. Jinka direction hame isi game me samaz aa jayega ki ye safal gaming director hai ya nahi.
Anthem video game release hone wala hai Play Station 4, X Box One, Microsoft Windows me yani PC me jo ke badi achchi bat hai ham PC gamers ke liye.

Also, check out –
Anthem game official Twitter account Click here
Star wars rivals release date in India for Android 2018 Hindi Click here

Comments

  1. Thank you 7SGAMES i will post my new posts soon.

    ReplyDelete
  2. You choose a provider from the many 100's out there, choosing which provider to go with can be quite a daunting task. Here are the main points to consider.minecraft server hosting

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

ग्रैनी गेम FOR ANDROID / GRANNY HORROR GAME

Player unknown battlegrounds review in Hindi 2019

Fortnite release date android play store in India 2019